Items related to Yog Kiran (Hindi Edition)

Yog Kiran (Hindi Edition) - Hardcover

 
9789350180297: Yog Kiran (Hindi Edition)
View all copies of this ISBN edition:
 
 
Aaj manav jivan apshakrat jaada tanaavgrast ewa vishadpurna ho gaya hai. baacha ho ya bodha, istri ho ya purusha, shiksit ho ya aashiksit, sabhi kisi na kisi roop se manoroogo ewa vyaktitwa vightan ke shikar hai. vigyanik pragati ke satha-satha bhotikta ki chakachondha ne istithi ko aur jatil baana diya hai. Is gambhir istithi ko samjhane wa iske nidaan ke liye yoga hi ekmatra sashakt madhyam hai kyoki yeh jivan ka vigyan aur jivan jine ki kla hai. Is pustak me yoga ki vibhin aavdharnao ki vistrit vyakhya ki gai hai. satha hi manushye ki sharirik aur maansik bimariyo ewa unke opchaar par bhi prakash daala gaya hai. Isme yeh batane ka prayaas kiya gaya hai ki yoga ke aadho aatho-yam, niyam , aasan, praneyaam, pratyehaar, dharan, dhyan aur samthi- ko aatmasaat karke sabhi tarha ke sharirik ewa mansik roogon se chotkara paya ja sakta hai.
Table of Contents:

swasthye me dhyan ki bhumika aasan ewa vayam me antar-aadhyatimik ewa vegyanik sandarbha me Jal chikitsa ka vegyanik swaroop surya kiran chikitsa ka vegyanik drishticon Jevika ghadi ewa prakartik dashayan shavas-prashavas ka niyaman ewa laabh garbhaavastha me prakratik chikitsa ewa yoga ki bhumika manoroogon ke mool karan ewa opchar-yoga ke dwara yogaasano ewa pranyeyam ki sharir par prabhaw vikasit vyaktitav ka swaroop ewa oplabdhiyan khoon ki kami ke karan ewa opchar piliya-karan ewa prakratik yogik opchar ucha raktachap-karan ewa niwaran nimna raktachap ka prakritik ewa yogik opchar yoga aur prakritik chikitsa ke madhyam se swasthye prabandhan sampurna sawasthye me yoga ki bhumika sardiyon me yogaabhyason ke doraan aavshak saawdhaniyan aadarsha jivan padhati ke vikas me yoga ewa prakratik chikitsa ki bhumika aadhunik jivansheli me anushasan ka mehaitwa ucha raktachap-karan, lakshan ewa yogik prabandhan payta ke sankramak roogon ki yogika ewa prakratik chikitsa prakratik chikitsa ka etihaas ewa pranaliyan aadhyatimikta ka parinam-vasudhev kutumbkam Jivan vigyan dwara jivan nirman vartaman yog ki prathamikta-kanya sanskar nirman

"synopsis" may belong to another edition of this title.

About the Author:
Amarjit yadav laknow vishwavidhyale, laknow ke yoga ewa prakritik chikitsa paadyekram me shishak hai. aapke kai darjan sodha-patra rashtriye ewa antarrashtriye patrikao me prakashit ho choke hai. Dr. yadav yoga ewa prakratik chikitsa ki aanek rashtriye ewa antarrashtriye sansthano se bhi judea hue hai. Sohan Raj Tatar Sindhaniya vishwavidhaly, pacheri baari (zunzunu-rajasthan) ke kulpati aur jain vishwabharti vishwavidhaly, ladanu ke maanad salhakar reh chuke hai. way jodhpur rashatriye vishwavidhaly aur sindhaniya vishwavidhaly ke sanrakshak professor bhi hai. Purva me Dr. Tatar rajasthan sarkar ke jan suwasthy abhiyantrik vibhag me 30 warsha tak saywarat rahe tatha adhishan abhiyanta pad se saywacha purvak nivriti prapta ki. Dr. Sohan Raj Tatar ki darshan, voga aur shiksha par 20 pustake prakashit ho chuki hai.

"About this title" may belong to another edition of this title.

  • PublisherReadworthy Publications
  • Publication date2011
  • ISBN 10 9350180294
  • ISBN 13 9789350180297
  • BindingHardcover
  • Number of pages192

Buy Used

Condition: As New
Like New Learn more about this copy

Shipping: US$ 31.09
From United Kingdom to U.S.A.

Destination, rates & speeds

Add to Basket

Top Search Results from the AbeBooks Marketplace

Stock Image

Sohan Raj Tater & Amarjeet Yadav
Published by Readworthy Publications (2011)
ISBN 10: 9350180294 ISBN 13: 9789350180297
Used Hardcover Quantity: 1
Seller:
dsmbooks
(Liverpool, United Kingdom)

Book Description Hardcover. Condition: Like New. Like New. book. Seller Inventory # D7F7-3-M-9350180294-6

More information about this seller | Contact seller

Buy Used
US$ 51.07
Convert currency

Add to Basket

Shipping: US$ 31.09
From United Kingdom to U.S.A.
Destination, rates & speeds