Items related to Jain Karmvigyan aur Manovigyan (Hindi Edition)

Jain Karmvigyan aur Manovigyan (Hindi Edition) - Hardcover

 
9789350180266: Jain Karmvigyan aur Manovigyan (Hindi Edition)
View all copies of this ISBN edition:
 
 
Sabhi Bhartiya darshan jo aatma me vishvas karte hai karm ki pradhanta ko svikar karte hain. Jain darshan bhi unmein se ek hai. Jain karm-siddhant ek purn vaigyanik siddhant hai. jain siddhant ka manana hai ki karmvigyan manovigyan ko sanchalit karta hai tatha donon ek-dusare ke purak hain. Is pustak me jain karmvigyan aur manovigyan ke antarsambandhon ki vistrit vyakhya ki gai hai. Jain karm-siddhant ki visheshataon par prakash dalte hue, yeh pustak jain darshan me karm-bandhan va mukti, jaisa karm vaisa bhog, karm-siddhant aur vansh-parampara vigyan, karm nirjara ke swaroop, aatm vigyan, samta vigyan sankramkaran tatha karmvada ke manovaigyanik phelon ki vistar purvak vivechna prastut karti hai.

Contents: Jain karm-siddhant ki visheshtayan -- Bhartiya darshan me jaisa karm vaisa bhog -- Jain darshan aur pantjal yog-darshan mein karm-bandhan aur mukti -- Jain karm-siddhant aur vansh-parampara vigyan -- Jainagam me karm-nirzara ka swaroop -- Jain darshan me aatmvigyan -- karm ki vichitrata-manovigyan ke sandarbh mein -- Jain darshan me karmvigyan -- Indriyan-mitra ya shatru? -- Jain darshan me samta vigyan -- Manovigyan ke priprekshye me-bhagye ko badalne ka siddhant sankraman -- Jain darshan aur vigyan me jeev vikas -- Karmvaad ka manovegyanik phelon

"synopsis" may belong to another edition of this title.

About the Author:
Sohan Raj Tatar Singhaniya vishvavidhalaya, pacheri bari (Jhunjhunu-Rajasthan) ke kulapati aur Jain Vishwabharti vishvavidhalaya, ladnun ke manad salahakaar reh chuke hain. ve jodhpur rashtriya vishvavidhalaya aur Singhaniya Vishwavidhalaya ke sanrakshak professor bhi hain. Purv mein Dr. Tatar Rajasthan Sarkar ke jan swasthye abhiyantrik vibhag mein 30 varsh tak savarat rahe tatha adhikshan abhiyanta pad se swechapurvak nirvati prapat ki. Dr. Sohan Raj Tatar ki darshan, yog aur shiksha par 20 pustake prakashit ho chuki hain.

"About this title" may belong to another edition of this title.

  • PublisherReadworthy Publications
  • Publication date2011
  • ISBN 10 935018026X
  • ISBN 13 9789350180266
  • BindingHardcover
  • Number of pages144

Top Search Results from the AbeBooks Marketplace

Stock Image

Sohan Raj Tater
ISBN 10: 935018026X ISBN 13: 9789350180266
New Hardcover Quantity: 2
Seller:
Books in my Basket
(New Delhi, India)

Book Description Hardcover. Condition: New. ISBN: 9789350180266. Seller Inventory # 1771589

More information about this seller | Contact seller

Buy New
US$ 9.15
Convert currency

Add to Basket

Shipping: US$ 13.46
From India to U.S.A.
Destination, rates & speeds